teen lok chaudah bhuvan, prem kahun ‘dhruv’ nahin |
jagmag rahyou jarav so, shri Vrindavan mahin || 51 ||
तीन लोक चौदह भुवन, प्रेम कहूँ ‘ध्रुव’ नाहिं।
जगमग रह्यौ जराव सो, श्री वृंदावन माहिं॥५१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dharuvdas ji kahte hain ki tino lok evam chaudah bhuvnon mein kahin bhi sahaj prem ka darshan nahi hai, wah to ek matra shri Vrindavan mein mani-kanchanwat jagamga raha hai