hem baran adbhut dharni, maninu khachit bahurang |
bich-bich heerni ki jhalak, manou uthti tarang || 57 ||
हेम बरन अद्भुत धरनि, मनिनु खचित बहुरंग।
बिच-बिच हीरनि की झलक, मानौं उठति तरंग॥५७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri Vrindavan ki bhumi bahurangi vivid manyon se khachit swarnamyi hai tatha un manyon ke beech-beech mein heerak manyon ki jhalak uthti hui taragyon ki shobha ki bhanti hai