॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 21.67

Premavali

ati sudes rahyou jhalki kai, bainda surang rasal |
manau suhag anurag kau, pragat birajat bhaal || 67 ||
अति सुदेस रह्यौ झलकि कै, बैंदा सुरँग रसाल।
मनौं सुहाग अनुराग कौ, प्रगट बिराजत भाल॥६७॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

kok-shastr mein hav-bhav, hela, lawanya aadi ke jo bhi swaroop varnit hain, ve sab kar-badh hokar vineet bhav se din-raat Shri ladili ke nayan-kataksh ki kripakor chahte hain ॥. 66 ॥ bahuratna jatit raseela, ati sundar bainna (mastak ka abhushan vishesh “tika”) shobha ki vridhi kar raha hai. Aisa pratit hota hai mano anurag hi suhag ka murttiman‌ rup dharan kar Priya ke sundar bhaal par prakt ho gaya hai