thaur-thaur piy rachat hain, asan-kusum-rasal |
ko janain kaha baithi hain, albeli nav bal || 74 ||
ठौर-ठौर पिय रचत हैं, आसन-कुसुम-रसाल।
को जानैं कहाँ बैठि हैं, अलबेली नव बाल॥७४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yah vichar karke ki albeli nav nagri na jane kis asan par virajman hongi, rasik priyatam pratyek kunj mein sthan-sthan par chavi-punja kusumasnon ki rachna karte hain