samujhi het piy kau jabhin, baithi taham musikai |
piy greevan-bhuj meli kai, ang-ang rahe laptai || 75 ||
समुझि हेत पिय कौ जबहिं, बैठी तहँ मुसिकाइ।
पिय ग्रीवाँ-भुज मेलि कै, अँग-अँग रहे लपटाइ॥७५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
apne rasik lal priyatam ki aprimit priti ko samjh kar Shri Priya mand muskarate hue kisi ek pushpasan par virajman ho gayi; tab priyatam unki greeva se apni donon bhujaen milkar unke ang-ang mein lipt gaye