prem-prem man-man samujhi, nain sajal jhalkati |
mukh nisrat nahin bainn kachu, bibas dou hvai jati || 81 ||
प्रेम-प्रेम मन-मन समुझि, नैंन सजल झलकाति।
मुख निसरत नहिं बैंन कछु, बिबस दोउ ह्वै जाति॥८१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yah yugal Shri ladili-lal apni parasparik agadh priti ko apne-apne man mein samjh kar sajal netr ho jaate hain, vani kanthavruddha ho jati hai aur prem-vivash dasha ko prapt ho jaate hain