prem-tarangni mein pare, chhin-chhin prati yah keli |
mahamatta ghumat phirain, dou kanth-bhuj meli || 93 ||
प्रेम-तरंगनि में परे, छिन-छिन प्रति यह केलि।
महामत्त घूमत फिरैं, दोउ कंठ-भुज मेलि॥९३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri yugal-prem ki ruchi abhinnn hai, unka premanubhav bhi ek evam saman hai, unke prem ki dhara akhanda, abhanga evam ekras nitya pravhansheel hai , ataev etajjateey prem hi samasth sukho ka sar evam sarv-muladhar hai ॥ 92. Prem ki tarnajhgon mein pravahit shri yugal pratikshan nav-nav keli-paraayan rahte hain. Maha premonmatta hue ve paraspat galabhiyan diye shri Vrindavan mein vichran karte rahte hain