prem Madan kau sukh jaha, sahaj prem singaar |
aadi madhya avsan ik, ik ras Vimal vihar || 107 ||
प्रेम मदन कौ सुख जहाँ, सहज प्रेम सिंगार।
आदि मध्य अवसान इक, इक रस विमल विहार॥१०७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
Vrindavan ke nitya-vihar desh mein premi rupi Madan ka sukh yugal prem ka sahaj shringar hai. Iske aadi-madhya-avsan mein vishuddh prem hi vihar rup hai