॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 21.124

Premavali

binu rasikan Vrindavippin, ko hai sakat nihari |
brahm-koti aishwarja ke, vaibhav ki taham vari || 124 ||
बिनु रसिकन वृंदाविपिन, को है सकत निहारि।
ब्रह्म-कोटि ऐश्वर्ज के, वैभव की तहँ वारि॥१२४॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

Vrindavan ke ras-marmi rasikon ke atirikt Vrindavan ke ras-vaibhav ka sakshatkar kar sakne mein anya koi siddhantavadi saksham nahi hai, kyonki unki drishti mein bhagavdaishwaryamay gyan ka mahattwa hai, jo rasanubhav mein vyavdhan hai. (ataev rasanubhuti mein brahmakoti aishwaryarupi baad hai)