॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 23.12

rahasya-manjri

phule phirat madhup madmate | jalajnin sourabh ke ras rate || 12 ||
फूले फिरत मधुप मदमाते। जलजनिं सौरभ के रस राते॥१२॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

yamuna ke tat pranta mein jaha-tahan pulin-sthaliyon mein kamal-pushp viksit hain , jinki chavi dekhkar aisa lagta hai ki vrindavneey rasik-parikar ke manorath hi pushpit ho gaye hon. 11 ॥ doha sakhiyon ka tatsukh prem chaupai un viksit kamal-pushpo ki suvas ras se unmatt hue bhramar un par sada mendrate rahte hain