॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 23.24

rahasya-manjri

nainku chitai tirchhe musikani | lalhi sudhi-budhi sabai bhulani || 24 ||
नैंकु चितै तिरछे मुसिकानी। लालहि सुधि-बुधि सबै भुलानी॥२४॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

jab naval kishori Priya ne priyatam ki or mridu muskan ke saath apne netrakonon se raspurna kutila kataksh ka mridul nikshep kiya, to priyatam dehanusandhan rahit ho gaye