॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 23.40

rahasya-manjri

chhin-chhin dasa aur ki aurai | thambhai rahtin sakhi sirmaurai || 40 ||
छिन-छिन दसा और की औरै। थांभै रहतिं सखी सिरमौरै॥४०॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

prem-virahmay nav nibhrit-nikunj desh mein yugal ki dashaeain badti rahti hain. Tab tatsukh bhavmay prem-tattwa ki shiromani gyata sakheejan yugal kishor ko sambhalti rahti hain