dekhivau jaha birah sam hoi | tahan kau prem kaha kahai koi || 62 ||
देखिवौ जहाँ बिरह सम होई। तहाँ कौ प्रेम कहा कहै कोई॥६२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dharuvdas ji kahte hain ki nitya viharmay Vrindavan ke sukshm prem desh mein jaha aplak darshan bhi prem-pipasa rupi virah jaisa ban jaata hai. Us desh ke sukshm prem ka koi kaise aur kya varnan kare ?