sab dharmani par jagamgai, Krishna naam sirtaj |
jaisain van ke mrigni mein, gajat hai mrigraj || 19 ||
सब धर्मनि पर जगमगै, कृष्ण नाम सिरताज।
जैसैं वन के मृगनि में, गाजत है मृगराज॥१९॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
chaupai doha sab dharmon ka shiromani shri Krishna naam hai. Jaise van ke samasth pashu mein mrigraj (sinh) sarvshresht hai, waise hi sab dharmon mein bhagwannam rupi bhagwat dharm sarvopri dharm hai