॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 23.73

rahasya-manjri

mauri rang anurag ki dori | tiy kar bandhyau piy man gori || 73 ||
मौरी रँग अनुराग की डोरी। तिय कर बाँध्यौ पिय मन गोरी॥७३॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

sakhiyon ne anand ki mauri (bhushanwishesh) anurag ki dori se pirokar Priya ke kar-kamlo mein abaddha ki hai, jo priyatam ke man ko paash-badh kar lene mein param samarth hai