has jhalak hiravli, adhar-bimb anurag |
trivli seevan rup ki, navsat-poti suhag || 74 ||
हास झलक हीरावली, अधर-बिंब अनुराग।
त्रिवली सीवाँ रूप की, नवसत-पोति सुहाग॥७४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
Priya ke mand hasy ki jhalak hi heerak-panki hai. Bimba-phal jaisa adhar hi anurag hai. Udar ki trivli-rekha samgr rup ki charm sima hai tatha saubhagya suchak poton ki dulri hi shodash shrringar ki charm-rekha hai