sithal ang balheen sakhi, kachuk bhayau tan chhin |
kari upai pyari Priya, tum jal hau ve meen || 3 ||
सिथल अंग बलहीन सखि, कछुक भयौ तन छीन।
करि उपाइ प्यारी प्रिया, तुम जल हौ वे मीन॥३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
he sakhi ! Priyatam ke sabhi ang prem-prabhav se shithil tatha balheen ho chuke hain. Unka subhag tanu kuch-kuch krish bhi ho gaya hai. He pran-priye !. Aap shital jal ki bhanti hain tatha wah aapke swaroop mein nivas karne wale meen ki bhanti hain. Unka jeevan aapke agheen hai, ataev jeevan-raksha ka koi upay keejiye