sunat sakhi ke bachan ye, karuna badi apaar |
tabhi kuwari ati het sao, karn lagi upchar || 7 ||
सुनत सखी के बचन ये, करुना बढ़ी अपार।
तबहि कुँवरि अति हेत सौं, करन लगी उपचार॥७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
premopchar doha sakhi ke marmik , karunapurna evam shlesharthamay vineet vachno ko sunte hi apaar karunasindhu shri Priya ka hriday karun-ras se ujjrimbhit ho utha. Ve ati sheeghrata se tatkaal priyatam ke samip pahunch kar unhen prakritistha karne ka preetipurna upchar karne lagin