mahima Vrindavippin ki, kaisain kai kahi jai |
aisai rasik kishor dou, jamen rahe lubhai || 34 ||
महिमा वृंदाविपिन की, कैसैं कै कहि जाइ।
ऐसै रसिक किसोर दोउ, जामें रहे लुभाइ॥३४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
anupam rasmay yugal kishor jis Vrindavan mein sada lubdha hain, us Vrindavan ki mahima kaise varnan ki ja sakti hai ?