ek rang ruchi ek vay, ek pran dwai deh |
pal-pal piy hulsat rahat, arujhe saras sneh || 16 ||
एक रंग रुचि एक वय, एक प्रान द्वै देह।
पल-पल पिय हुलसत रहत, अरुझे सरस सनेह॥१६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
nibhrit nikunj-vilasi yugal ki divya dehyashti, rup-lawanya Madan-ras evam mod se nirmit hai. Ve prasannata evam sukomal sneh se bhare hue , prem-pyar ki shayya par virajman rahte hain 115 ॥ chaupai doha chaupai ye kahne matra ko do dehdhari hain. Inka aswadya-ras, ruchi, ayu evam pran sab kuch ek hi hai, tathapi rasik yugal saras sneh se sanvlit hue ` pratiphal ullasit rahe ate hain