jehi ang or parai man jai | chhutai na tahan te rahat lubhai || 24 ||
जेहि अँग ओर परै मन जाई। छुटै न तहाँ ते रहत लुभाई॥२४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri Priya ke jis ang par priyatam ka man ja parta hai, wahin lubdha hokar rah jaata hai, waha se chhut nahi pata