duhun man ruchi ekai hvai jabhin | sukh ki beli badhai ‘dhruv’ tabhin || 50 ||
दुहुँ मन रुचि एकै ह्वै जबहीं। सुख की बेलि बढ़ै ‘ध्रुव’ तबहीं॥५०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dhruvdas ji kahte hain ki jab rasik yugal ki ruchiyan adwait se hat kar dvait mein sthit hoti hain, tab param sukh ki lata lahalha uthti hai