pyavti pyari pyar sao, prem rasasav sar |
tyaun-tyaun pyare lal ke, badhat trisha apaar || 59 ||
प्यावति प्यारी प्यार सौं, प्रेम रसासव सार।
त्यौं-त्यौं प्यारे लाल के, बाढ़त त्रिषा अपार॥५९॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
doha chaupai ve atyant priti-purvak prem rasasav-sar apna adhramrit pan karane lagti hain. Adhramrit pan ke saath saath ras-lolup priyatam ke hridaymen prem ki apaar trisha pratikshan badhti hi chali jati hai