sabai sakhi sab saunj lai, rangi jugal dhruv rang |
samai samai ki jani ruchi, liyai rahti hain sang || 39 ||
सबै सखी सब सौंज लै, रँगी जुगल ध्रुव रंग।
समै समै की जानि रुचि, लियै रहति हैं संग॥३९॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dharuvdas ji kahte hain ki yugal priti mein rangi hui sakhiya samay-samay ki ruchi ke anusaar sab seva-samgri liye nirantar yugal ki seva mein saath bani rahti hain