prem rasasav chhake dou, karat bilas-vinod |
badhat rahat utrat nahi, gaur-sham chabi mod || 73 ||
प्रेम रसासव छके दोउ, करत बिलास-विनोद।
बढ़त रहत उतरत नहीं, गौर-स्याम छबि मोद॥७३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
is prakaar prem ras rupi madak ras ke chhake hue yugal rasik nirantar vilas-vinod mein matt bane rahte hain. Sada prasann chabi ke murttiman swaroop gaur-Shyam Priya-priyatam ka prem rasasav mad badhta hi rahta hai, ghatta nahi