maind tori ras chalyau apara | rahi na tan-man kachhu sambhara || 74 ||
मैंड़ तोरि रस चल्यौ अपारा। रही न तन-मन कछू सँभारा॥७४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
ras-vilas ki parivyapti mein rasik yugal apne tan-man evam atmanusandhan se rahit ho jaate hain. Tab ras ka pravah samasth maryadaon ka ullanghan karke apni purnavastha ko prapt hua pravahit ho chalta hai