॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 25.82

rati-manjri

ya ras sao lagyau rahe, nisi din jakau chitt |
taki pad-raj sis dhari, bandat rahau 'dhruv' nitta || 82 ||
या रस सौं लाग्यौ रहै, निसि दिन जाकौ चित्त।
ताकी पद-रज सीस धरि, बंदत रहौ 'ध्रुव' नित्त॥८२॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

he rasik bandhuo ! Dhyan rahe rati majhri' varnit yah ras jise na suhave, tumhen chahiye ki us vyakti ka sameepya-sahwas (sang-saath) shighr chhod doha punah antim abhilasha karte hue shri dhruvdas ji kahte hain ki jis kisi bhagyashali ka chitt is ras mein nirantar ranga rahta hai, uske shri charnon ki dhuli shirodharya karke sadaiv uski vandana karte rahna chahiye