arun pit sit phulni chhaye | manau basant nij dham banaye || 3 ||
अरुन पीत सित फूलनि छाये। मनौं बसंत निज धाम बनाये॥३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yatra-tatr van mein arun, pit, neel evam shwet aadi rang-birange pushya viksit hue dekhkar aisa lagta hai; mano murttiman vasanta ne ise apna nij-dham bana rakha ho