jyoun sab jal phiri-phiri tahan parhi | aisain lal Priya dis dharhi || 51 ||
ज्यौं सब जल फिरि-फिरि तहाँ परही। ऐसैं लाल प्रिया दिस ढरही॥५१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
jaise samudra ka sampurn jal barambar yahan-waha se ghum kar bhanvar mein aa girta hai, waise hi premi shri lal ji apni premaspada Priya ki or hi nirantar dhalte rahte hain