kunwar-prem jab man mein ayau | bachan Kisori kahan na payau || 67 ||
कुँवर-प्रेम जब मन में आयौ। बचन किसोरी कहन न पायौ॥६७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
is prakaar rasik kunwar priyatam shri lal ji dwara apne prati ki jane wali vilakshan asakti purn tatsukhamyi prem-priti ka man mein vichar ate hi prem-murtti karunamyi kishori ki vani avrudh ho gayi