prem trisha ki tap dhruv, kaise hun kahi na jai |
rup-nir chhirkat rahayn, tau na nain aghani || 88 ||
प्रेम तृषा की ताप ध्रुव, कैसे हुँ कही न जाइ।
रूप-नीर छिरकत रहैं, तऊ न नैंन अघाँइ॥८८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
doha chaupai shri dhruvdas ji punah kahte hain ki prem pyas ke madhur tap arthat prem-ushma ka varnan kar sakna asambhav hai. Prem-santapta netron par rup-jal ka sinchan karte rahne par bhi netron ko paritripti nahi milti