Vrindavan ke basat hi, antar jo karai ani |
tihi sam satru na aur kou, man vach kai yah jani || 50 ||
वृंदावन के बसत ही, अंतर जो करै आनि।
तिहि सम सत्रु न और कोउ, मन वच कै यह जानि॥५०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
Vrindavan-vas karne mein jo bhi koi vyavdhan dalne wala ho, uske jaisa anya koi shatru hi nahi hai. Upasak ke man mein aisa nischay hona chahiye