Vrindavan ke vas kau, jinkain nahin hulas |
mata mitra sutadi tiy, taji dhruv tinkau paas || 51 ||
वृंदावन के वास कौ, जिनकैं नाहिं हुलास।
माता मित्र सुतादि तिय, तजि ध्रुव तिनकौ पास॥५१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dhruvdas ji kahte hain ki shri Vrindavan-vas ke liye jinke man mein utsah nahi hai, ve mata, pita, putr evam patni aadi hi kyon na hon, unka bhi sameepya tyag dena chahiye