aur des ke basat hi, adhik bhajan jau hoi |
ihi sam nahin pujat tau, Vrindavan rahe soi || 52 ||
और देस के बसत ही, अधिक भजन जौ होइ।
इहि सम नहिं पूजत तऊ, वृंदावन रहै सोइ॥५२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
anya deshon ke nivas mein bhale hi adhik bhajan hota ho, kintu wah bhajan Vrindavan mein sote rahne ke barabar bhi nahi hai