rijhi ank lalan bhari leenau | ati hit sao adhramrit deenau || 114 ||
रीझि अंक लालन भरि लीनौ। अति हित सौं अधरामृत दीनौ॥११४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
doha sakhiyon ki priti chaupai tab wah priyatam ki seva par bahut reejhin aur unhone priyatam ko apne anka mein bhar liya, saath hi atishay preetipurwak unhen adhramrit dan kiya