nitta prem ekai ras dhara | ati agadh tehi nahinn para || 120 ||
नित्त प्रेम एकै रस धारा। अति अगाध तेहि नाहिंन पारा॥१२०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yugal ka yah nitya prem ek vilakshan ras ki dhara hai, jo kabhi nyoon nahi hoti. Yah ras-dhara atyant gambheer, athah evam apaar hai