rasnidhi rasik kishor vivi, sahachri param praveen |
maha prem ras mod mein, rahat nirantar leen || 123 ||
रसनिधि रसिक किशोर विवि, सहचरि परम प्रवीन।
महा प्रेम रस मोद में, रहत निरंतर लीन॥१२३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yadi yugal rasik kishor ras ki nidhi hain, to unki sahachriyan apne aradhya yugal ko ras vilsane mein param vidagdha hain arthat param nipun hain. Ve prem-ras ke anand-mod mein nirantar leen rahti hain