prem baat kachu kahi na jai | ulti chal tahan sab mai || 124 ||
प्रेम बात कछु कही न जाई। उलटी चाल तहाँ सब माई॥१२४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
[prem param tattwa hai , wah samasth anubandhon , pratibandhon evam maryadaon se unmukta hai. Wah ishwar ka bhi ishwar hai] prem ki idam ittham arthat prem yah hai, prem aisa hai, vyakhya ya paribhasha kar sakna kathin hai ॥ prem ki gati lok-ved vilakshan hai