॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 26.141

neh-manjri

madik madhur madhuri anga | durllabhta ke uthat taranga || 141 ||
मादिक मधुर माधुरी अंगा। दुर्ल्लभता के उठत तरंगा॥१४१॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

prem ke ang hain-madakta (masti evam sahaj upramta) , madhurta evam pratikshan madhury-bodh. Prem param durlabh hai arthat prem mein durlabhta ki tarange uthti rahti hain