॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 26.167

neh-manjri

vaibhav sab eeshwaryata, thadhi sevat dur |
parsan pavat kabuhu nahin, Shri Vrindavan-dhur || 167 ||
वैभव सब ईश्वर्यता, ठाढ़ी सेवत दूर।
परसन पावत कबहुँ नहिं, श्रीवृंदावन-धूर॥१६७॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

premay shri Vrindavan mein premay ladili-lal ka sevan premamyi sakhiya sarwakal karti rahti hain. 166 ॥ vishv niyanta ka samgr vishv-vaibhav evam uska eeshatwa dur se hi bhavna mein shrivindavan kon sevan karta hai. Wah is rasdham Vrindavan ki dhuli ka sparsh bhi nahi kar pata