brahm joti ko tej jaha, jogeshwar dharain dhyan |
tahi kau avran tahan, nahin pavai kou jaan || 168 ||
ब्रह्म जोति को तेज जहाँ, जोगेश्वर धरैं ध्यान।
ताही कौ आवरन तहाँ, नहिं पावै कोउ जान॥१६८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
nav yogeshvar-gan kiva anyanya shivadi Yogeshwar-gan jiska nirantar dhyan karte rahte hain , aisi kisi anirvachniy brahmajyoti ka jis Vrindavan ke chaturdik jyotirmay awran hai , wah avanga mansagochar Vrindavan dham apne nij-swaroop mein sada avasthit hai, jiske samip tak ja pahunchna asambhav hai