॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 27.2

van-vihar

van vihar chavi kaha kahun, sobha badi bisal |
manou byahan chadhe hain, Shri Radhavallabh lal || 2 ||
वन विहार छवि कहा कहौं, सोभा बढ़ी बिसाल।
मानौं ब्याहन चढ़े हैं, श्रीराधावल्लभ लाल॥२॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

shri dharuvdas ji kahte hain, shri van-vihar karte samay Radhavallabh lal ki jo apurv shobha-vridhi hui, us chabi ka varnan karna kathin to hai kintu uska darshan karke aisa laga, mano aaj ve var bane hue vivah ka koi apurv sukh lene ja rahe hon