kaha kahun banik banak, sundar param udaar |
charanni tar lotat bivas, nirakhi rup singaar || 6 ||
कहा कहौं बानिक बनक, सुंदर परम उदार।
चरननि तर लोटत बिवस, निरखि रूप सिंगार॥६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
aaj ki banak aur uska banav param udaar sundar yugal par kuch aisa shobhit hai, jiska darshan karke lagta hai ki murttiman rup evam shringar-ras donon hi shri Radhavallabh lal ke charan-tal par vilunthit ho rahe hain