phuli-phuli phuli phirain, dekht jaham-taham phool |
jhalamlat Diwali, manimay Yamuna-kool || 22 ||
फूलि-फूलि फूली फिरैं, देखत जहँ-तहँ फूल।
झलमलात दीपावली, मनिमय जमुना-कूल॥२२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
Shrivan mein vyapt praphullata ko dekhkar aisa laga, mano tatwartti manimyi Diwali jhalamlahat ke dwara apni prasannata prakt karne lagi