॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 27.24

van-vihar

bandi jan sab khag manau, kahat hain birad rasal |
gavat ragini-rag mili, guhi ragni ki mal || 24 ||
बंदी जन सब खग मनौं, कहत हैं बिरद रसाल।
गावत रागिनि-राग मिलि, गुहि रागनि की माल॥२४॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

Shrivan ke pakshi bandeejan bane hue yugal ka rasmay virad gaan kar rahe hain. Isi prakaar murttiman rag-ragini vivid ragon ki mala goonth kar gaan paraayan hain