sakhiyni ke ur phool bhai, dudha-bhati het |
aisi baithi muri kuwari, anchal chhuvan na det || 34 ||
साखियनि के उर फूल भई, दूधा-भाती हेत।
ऐसी बैठी मुरि कुँवरि, अंचल छुवन न देत॥३४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
sakhiyon ke man mein jab 'dudhabhati' karane ki utkantha hui, to us samay naval vadhu simit kar aisi baith gayi ki apna anchal bhi sparsh nahi karne deti