॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 4.62

shri Vrindavan shat

kaha tu kaha Vrindavippin, ani banyau bhal ban |
yahi baat jiy samujhi kai, apnaun chhandi sayan || 62 ||
कहाँ तू कहाँ वृंदाविपिन, आनि बन्यौ भल बान।
यहै बात जिय समुझि कै, अपनौं छाँड़ि सयान॥६२॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

shri Vrindavan ka vas jis-tis prakaar se bhi dridh ho vaisa hi yatna karna chahiye. Jeevan mein yah avsar hath se nahi khona chahiye. 61 ॥ he manav ! Kaha tu tuchch prani aur kaha divya Vrindavan ka vas. Kya hi accha suyog bana hai, is baat ko man mein vichar kar apni chaturi chhod de evam brindavan-vas kar