badhi gayau aisau prem-ras, bida laj ki keen |
chitvani musikni sahaj ki, batiyni manhi praveen || 44 ||
बढ़ि गयौ ऐसौ प्रेम-रस, बिदा लाज की कीन।
चितवनि मुसिकनि सहज की, बतियनि माँहि प्रवीन॥४४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
var-vadhu ke is milan mein kuch aise vilakshan prem ka pravah badha, jisne lajja ko vida kar diya aur tab param praveen yugal rasik sahaj chitvan, muskan evam batras mein leen ho gaye