rajat chabi sao rangamge, rangmagyau sahaj singaar |
baithe rangamgi sej par, rangmagyau rup apaar || 1 ||
राजत छबि सौं रँगमगे, रँगमग्यौ सहज सिंगार।
बैठे रँगमगी सेज पर, रँगमग्यौ रूप अपार॥१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
anand ke ullas mein nimgn hue yugal kishor rajga-ranjit shringar kiye hue, rang-ranjit shayya par virajman hokar apurv chavi ko prapt hain. Unka apaar rup bhi anand rang se ranjit hai