॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 28.2

rang-vihar

sakhi ek dai arsi, lalit ladili panni |
tehi chhin piy kau man paryau, dwai chabi ke bich ani || 2 ||
सखी एक दई आरसी, ललित लाड़िली पाँनि।
तेहि छिन पिय कौ मन पर्यौ, द्वै छबि के बिच आनि॥२॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

us samay ek sannikatwarti sakhi ne lalit ladili ju ke kar-kamlo mein swachchh sphatik mani ka darpan diya aur jab swamini ne darpan ko samukh kiya to usmen unka swachchh pratibimba jhalak utha. Us samay bimba aur pratibimba ka darshan karke priyatam ka man ek hi bhanti ki yugal chavi ke darshan se sambhram mein pad gaya